Dear Lovly Friend If any Problam plz tell me in coment or my facebook sms Contect me facebook I solve problam
how make youtube Google adcence Account Free
youtube Google adcence Account Kysay banaty hyn in urdu
how make youtube Google adcence Account Free
youtube Google adcence Account Kysay banaty hyn in urdu
sab say pahly ap gmail ka account banayn is tahra ka kio k yahn par country change karna hai pakistan lgao gay to nhi banay ga yahn par United status lagana hai
Jab gmail ban jay to is k bad is ko login karna hai
Jab login ho jay to is ko open hi rakhyn g
is k bad ap nay new tab kholna hai os new tab main Www.youtube.com lekhna hai os k bad apny ok karna hai g
ab ak side par gmail or dosri side par youtube khola rakhna hai
ab youtube par sign in karna hai
is k bad ap ka account ban jay ga or ab is ko payso k liay bana hai ab ap jahan gol daira laga hai wahan click karyn
ab ya open ho jay ga ab ap ny setting par click karna hai jahn teer ka nishan hai
is k bad ya page open ho jay ga ab ap jahan gol daira laga hai wahan click karyn
ab apni id ko pahly verified karyn jahan gol dara laga hai wahn click karyn or num day kar mobile par cod ay ga wo day kar verified kryn
ab ap nay nichay jahan monitized lekha hai or gol daira laga hai wahan click karyn or jahan enable lekha hai wahn click karyn
ya page open ho jay ga is k bad jahan gol dara laga hai wahn click karyn g
is k bad ya page open ho jay ga ab ap ny 3 ko tick mark kar or i agree par click karna hai g
os k bad jahan gool daira laga hai wahan click karyn
is k bad go it par click karyn jahan gol daira laga hai wahan click kayn
is k bad ya aa jay ga yani jo video upload ki hn gi os ko payso k liay kysay jorna hai is ka tarika kar hai is k bad ap ny jahan ya option hai wahan click karna hai $ hai ta k is main rang bharayn kis tahra karna hai next photo ko dekahyn jab ap $ par click karyn gay to
ya page open ho jay ga is k bad ap ny jahan gol dara laga hoa hai wahan click kayn to ya on ho jay ga
is k bad ap save par click karyn
jab ya save ho jay to jahn gol daira laga hoa hai or ulta teer ka nishan hai whan click karyn
ab dakhyn is video main rang bhar gya hai or ya video earning k kabil ho gai hai
opar wala video ka tha ab youtube par account to set ho gaya hai ab ap nay wo bnana hai jahn ap ki payment ka pata chaly ga or ay gi to youtube k banany k bad ap k gmail account k inbox main link aayy ga os ko ap ny open karna hai g
jahan link your account lekha hai
is k bad ya page a jay ga ap ny sign in karna hai
is k bad save and contnue karna hai g
is k bad is form ko fill karna hai
fill form
form ko fill karny k bad ap ny submit my application par click karna hai
is k bad ya term and condition parh to ap k liay bahtar ho ga is k bad ap ny agree par click karna hai
ab ap ka account ban jay ga ab koch din bad ap ko is ka jawab ap ki email id par send kar dayn gay
abhi ap ka account pending hai koch din bad ap ka account accpt ho jay ga

































About the Author



0 $type={blogger}:
Assalam.o.alikum piary Allah pak ap ko Khush rakhy Ameen
Ham ap k coment ka jawab Insha Allah jald dayn gay Jazak Allah Khyr